aaj is waqt ki is aandhi ko guzarne do jara gubaar chhatne do fir karenge jindagi ka faisla jara tufaan ko to thamne do yaaden unki dilmen sajha kar kuchh pal bahaar ka khwaab dekhne do kuchh pal tanhayi ke haseen khwaboki taabeer banne do wo bewafa hai to kiya huwa hamen hamaari wafa par to jine do rehti sanso tak wafa karne ki qasam khayi hai mujhe meri wafa aajmane do